chotta sa saya maanga tha maine,
aapna ek aasman chaha tha maine.
udane ke umang to thi bahoot manme,
udne ke liyea chotta sa aasma manga tha maine.
dil mein gum to tha bahoot jise hum dikhate nahi,
hotto paar hasi rakhkar har dawa ko duwa banaya humne.
pyar kiya ikrar kiya dil ne chaha tujhko itna pyar diya,
aaso mile gum mile mile hume har khata ki saza
sath manga humne tera,
judai ka gum humse na saha gay.
roo rookar mai hari aapne dil see,
fir bhi na aaya tu aa zalim dekhne mujhe taabse.
intazar kiya tera intah taak,
intah mohabaat hai tujhse marte taab tak.
